Saturday, 5 July 2014

gum ho jate ho

Ik pal ko aate ho cht per fir gum ho jate ho ,
Kyo bacho ke jaysa hum ko bahlate ho .

Wednesday, 2 July 2014

udhran nazer aaygi



Kabhi kisi diwar ke paar utar ke niharna ,
Nari or purash ke riste ki udhran nazer aaygi

Sunday, 29 June 2014

tayra pata dhundhta hun

Ret per kis ke nakshe pa dhundhta hun ,
Jindgi kyo tayra pata dhundhta hun

Wednesday, 25 June 2014

dosti ka nam dayte jana




Labo se chu ker ik jaam dayte jana ,

Hatho se apne ik paygam dayte jana ,

Mayri mahobat ko thukraya jo tune ,

To ise dosti ka nam dayte jana .

Monday, 23 June 2014

Hum sab ko de heart mein dal



Is duniya mein padh likh ker kuch log bhi
Hum sab ko de heart mein dal
Hum sab ki bayti bhi ollad hai
Fir kyo kare who itna bawal
Itni choti si bat bhi samjhe na insane
Bayti janme putr ko rakhte kuch to man
Bayti mayra khun hai bayti mayri jaan
Bayti se yein srishti hain bayti se insan

Saturday, 21 June 2014

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida



Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 
jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum