Monday 25 January 2016

tarsta chod aaya hun



Hum Pyar ki khubsu ko mahkta chod  aaya hun
Is Dil ki nanhi si chidya ko chahkta chod  aaya hun
Mujhe apni chati se tu laga layna e bharat maa
Mein apni maa ko tarsta chod  aaya hun


Saturday 23 January 2016

har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa


samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
 aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta,
 tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera,

 har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa