Tuesday 31 December 2013

sab ko shubh kamnaye baysumar

Naye saal pe ho hum sab ken aye vichar ,
Un bato ka prank are jin se ho udhar .
Beete sal me hui jo bhule un me ho sudhar ,
Chetna gyan va sukaram ka rakhe naya aadhar .
Naye saal ke aagan me ho hara bhara pyaar ,
Shuru aaj se hi kare hum jeevan ka neesar .
De rahe h ji shubhkamnaye aur jo pyaar ,
Inko kayam rakhna hi hai in ka shingar  .
Naye saal ke aaene me naye hi ho vichar ,
Bane chand dua ke taron me to hum hi honge udhar .
Mangalmay se sab kare  naye saal ko pyaar ,
“ANMOL” ki aur se sab ko shubh kamnaye baysumar .


Nav varsh mubark

Nav varsh mubark
Ho nav varsh mubark tumhein ,
Mile sare janha ka pyaar tumhein ,
Tum jiwan mein khushhal raho ,
Sukhi jiwan hazaro saal jeeo .
Mat chodna damn sadachari ka ,
Tum banna sahara lachari ka ,
Mn mein na kabhi ghrina basana ,
Sab ke prti apna pyaar jatana .
Tuhmara damn khusiyo se bhara rahe ,
Pyaar hamara sardiyo tk bana rahe ,
Dukho se na kabhi tum ghbrana ,
Andhkar ka bhi tum sath nabhana .
Kum ho tumare jiwan mein dukh ,
Mil jayein tume mere bhi sukh ,
Yahi tamnna hai “ANMOL” ki ,
Khusyioin se bhari ho ye sal tayri .

Sunday 8 December 2013

bayvafa ka parvana ho gaya

Tere ishq ne hum per  esa  jadu kiya hai ,
Hum tere pyar ke divane ho gaye ,
Tere pyar ka hum ne mahel bana diya ,
Jis ke her jagah afsane  ban gaye   ,
Per tune hamare pyar ko thukra diya ,
Hum kyo tere leyain baygane ho gaye ,
Oh bayvafa javab de is bat ka ,
“Anmol” kyo bayvafa ka parvana ho gaya .


dard ke kabil bana liya

Jis gum ne jindgi ko muskil bana diya
Hum ne usi ko mout ka sahil bana diya
Her gum ko can mar ker sone ki koshish ki
Her pal unhone neend ka katil bana diya .
Dared jigar ne bhi hamein kabhi kabil na samjha
Hum ne hi khud ko dard ke kabil bana liya
Behtr hai bin kheveya neeyain ka dub jana

Yahi soch ker mjhdar ko manjil bana liya 

Tuesday 22 October 2013

Ab waqt bitana parta hai

Apne  shaher mein tha sab kuch apna
Yahan apna baygana lagta hai
Tum se dur ja ke sathi
Yah sansar dravna lagta hai
Jab dil mein uthti hai koi chah
To use bhi dbana padta hai
Dhanvano ki is duniya mein

Ab waqt bitana parta hai .

mjhdar ko manjil bana liya

Jis gum ne jindgi ko muskil bana diya
Hum ne usi ko mout ka sahil bana diya
Her gum ko can mar ker sone ki koshish ki
Her pal unhone neend ka katil bana diya .
Dared jigar ne bhi hamein kabhi kabil na samjha
Hum ne hi khud ko dard ke kabil bana liya
Behtr hai bin kheveya neeyain ka dub jana

Yahi soch ker mjhdar ko manjil bana liya 

Monday 7 October 2013

Yah Koon ?

Yah Koon ?
Bada shaher unchi imaret ,
Lambi sdke dodti gadiyan ,
Chamchamati batiyaan ,
Kad kada ti sardi mein ,
Fut path per pada chithdo se lipta ,
Ardh nanga sharer sekudta hua ,
Tarfta hua bhukha peth
Yah koon ?????????????

Mere desh ka bhayashy 

Mayri sari kamai hai lugai ke leyain

Pita putar ki larhai neet kamai ke leyain ,
Bhai –bhai ki larhai pai-pai ke leyain ,
Bayta jo gaya vidays likh bhayjyo hai sandesh ,
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain .

पिता पुत्र की लढ़ाई नित कमाई के लियें
भाई -भाई की लढ़ाई पाई -पाई के लियें
बेटा जो गया विदेस लिख भय्ज्यो है सन्देश

मेरी सारी कमाई है लुगाई के लियें

Wednesday 31 July 2013


Is duniya ke maykhane mein peene ka maza aa hi gaya ,
jb nazro se nazre char hui to dil mayra ghbra hi gaya ,
kya idher udher daykho ge "anmol " is jam me kaysi masti hai ,
jo tor ke pachuncha deware peene ka maza wo pee hi gaya 

Monday 6 May 2013

Jazbat ki qeemat ye Alfaaz gira dete hain

Jazbat ki qeemat ye Alfaaz gira dete hain


In alfaazon ko in jazbaato me dhaala na karo 

Mohabbat mohabbat ke badle chata hu main

Mohabbat mohabbat ke badle chata hu main ,


Tujh pe koi ehsaan rahe ye main nahi chahta  .

KUch bhi kahna sambhal ker yaha lafzon ki sharat hoti hai

KUch bhi kahna sambhal ker yaha lafzon ki sharat hoti hai 


Ek aksar hai  mohabbat lafz  lekin ye sab ko ho hi jaati hai .

Hum qayam hai apne Ishq ke in usulon pe dost

Hum qayam hai apne Ishq ke in usulon pe dost ,


Kabhi riyat nahi karte jin ka  imtehan  hum layte hai .

Hum Bhula Saka Na use Yah Wo Silsala Jo Tha He Nahi

Hum Bhula Saka Na use Yah Wo Silsala Jo Tha He Nahi

Wo Ak Khayal tha hamara Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

Sunday 5 May 2013

HUm Tumhe Bhulana Bhi Chahoon To Kayse Bhulay

HUm  Tumhe Bhulana Bhi Chahoon To Kayse  Bhulay

Ke Tum Tu Phir Bhi Haqeeqat Ho mayra Koi Khawb Nahi

Hum muskrana chahate the Thora Sa Juram Kar Ke

Hum muskrana chahate the Thora Sa Juram Kar Ke ,


Per ye jamana jeene nahin deta or  Marne Nahin Deti ye Mohababt

Is dil me Dard ka ehsaas to tab hota hai dost

Is dil me Dard ka ehsaas to tab hota hai dost
Jab Kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai

Ye fasana Sun Liya Kaise Zamane Bhar Ne Khuda jane

Ye fasana Sun Liya Kaise Zamane Bhar Ne Khuda jane
Jo  Fasana hum ne Kabhi kisi ko Sunaya Bhi Nahin

Khushi mili to hass na saka , gum mila to ro na saka

Khushi mili to hass na saka , gum mila to ro na saka ,


Yahi raj hai mayri jindgi ka , jo chaha vo ho na saka .

Tuesday 30 April 2013

wo roothay to hum bhi chup rahaye

wo roothay to hum bhi chup rahaye
 ek baar mana lete tu roz khafa hota

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain
dekho hamari kismat woh bhi jagte hain kisi or ki neendian churane ko

Dooriyon say fark padhta nahi hai

Dooriyon say fark padhta nahi hai
 Baatain to dilon ki nazdikiyoon say hoti hai

Apane Apane Hausale Apanii Talab Kii Baat Hai

Apane Apane Hausale Apanii Talab Kii Baat Hai
Chun Liyaa Hamne Unhen Saaraa Jahaan Rahane Diyaa

Sunday 28 April 2013

Agli Mohabat main Tumhein Phir in ki Zarorat Pare gi

"Sameit kar Le jao apne Jhoote waadon k Adhoore Qissey,

Agli Mohabat main Tumhein Phir in ki Zarorat Pare gi.."

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 
jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Itna Kiya Ujala Ke Ghar Tak Jala Diya

Humse Kaha Kisi Ne Wo Aayenge Raat Ko,
Itna Kiya Ujala Ke Ghar Tak Jala Diya.

Is tarha pal mein mujhay begana kar diya usnay

Is tarha pal mein mujhay begana kar diya usnay

 Kis tarha apno se khaai hai mainey maat na pooch

Ye Dost to rota the uski yaad mein her dum

Ye Dost to  rota the uski yaad mein her dum


 Tum ne hame in  aansuon ko peena sikha diya mujhe

Hamari kissmat me itni khushi pahle kabhi na thi dost

Hamari kissmat me itni khushi pahle kabhi na thi dost


 Tum ne de ker saath mayra  dard ko bhulana sikha diya mujhe

Friday 26 April 2013

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi,

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi, 
        

 Raah mein har ek ko chor dena us ki aadat hai

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 

jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Aan desh ki , Shaan desh ki , desh ki hum santaan

Aan desh ki , Shaan desh ki , desh ki hum santaan ,

Teen rango se ranga tiranga , Apni yeh pehchan

Mayra Dil chahta hai tumhe apna haal-e-dil sunau

Mayra Dil chahta hai tumhe apna haal-e-dil sunau,

Per mere hoton per khamoshi ke ye parat  jam rahi ha

Thursday 25 April 2013

HUm Tumhe Bhulana Bhi Chahay To Kayse Bhulay

HUm Tumhe Bhulana Bhi Chahay To Kayse  Bhulay

Ke Tum Tu Phir Bhi Haqeeqat Ho mayra Koi Khawb Nahi

Ye Dost to rota the uski yaad mein her dum



Ye Dost to  rota the uski yaad mein her dum

Tum ne hame in  aansuon ko peena sikha diya mujhe

Wo Ak Khayal tha hamara Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

Hum Bhula Saka Na use Yah Wo Silsala Jo Tha He Nahi

Wo Ak Khayal tha hamara Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

वो कहते हर बात, हमें क्या कहना सोच नहीं पाते हैं

वो लिख देते रोज और हम कभी कभी ही लिख पाते हैं
वो कहते हर बात, हमें क्या कहना सोच नहीं पाते हैं

Tuesday 23 April 2013

मेरे दर्द-ए-दिल के अफसाने पर मुस्कुराते क्यूँ हो?

एक तरफ प्यार हमे करते हो, एक तरफ रूलाते क्यूँ हो?
मेरे दर्द--दिल के अफसाने पर मुस्कुराते क्यूँ हो?

palkoo se likh rah tha tera naam chand par

Un se juda ho ker bechain is kader tha sooya na rat bher

palkoo se likh rah tha tera naam chand par

wo roothay to hum bhi chup rahaye

wo roothay to hum bhi chup rahaye

 ek baar mana lete tu roz khafa hota

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

dekho hamari kismat woh bhi jagte hain kisi or ki neendian churane ko

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

“VISHU” lagta hai ye sari shararat bagvan ki hai

Dost razi raho jainse bhi jis mein ho raza tayri

Dost razi raho jainse bhi jis mein ho raza tayri

Hamara kya hai hum jee lege ,Thodi aur pee legein

Uchalte hue firta hun dolte gum ko

Uchalte hue firta hun dolte gum ko

Tumhare shher mein hota to lut gaya hota

Friday 29 March 2013

Hay kabhi bhi daga nahi dayti din ko



Mana ki ye  bevafa kali raat bhi
Jo sath nahi chodti tapte hue din ka
Magr itni to sharafat hai ismein
Hay kabhi bhi daga nahi dayti din ko

Kabhi kabhi jab mayri aankho mein ashk aate hain



Kabhi kabhi jab mayri aankho mein ashk aate hain
Khyal aata hai un ashko mein tasvir nazer aati hai
Ik sath guzare hue chand lamhat nazer aatte hai
Bn ke mitti mit ke banti takdir nazer aati hai