Tuesday 30 April 2013

wo roothay to hum bhi chup rahaye

wo roothay to hum bhi chup rahaye
 ek baar mana lete tu roz khafa hota

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain
dekho hamari kismat woh bhi jagte hain kisi or ki neendian churane ko

Dooriyon say fark padhta nahi hai

Dooriyon say fark padhta nahi hai
 Baatain to dilon ki nazdikiyoon say hoti hai

Apane Apane Hausale Apanii Talab Kii Baat Hai

Apane Apane Hausale Apanii Talab Kii Baat Hai
Chun Liyaa Hamne Unhen Saaraa Jahaan Rahane Diyaa

Sunday 28 April 2013

Agli Mohabat main Tumhein Phir in ki Zarorat Pare gi

"Sameit kar Le jao apne Jhoote waadon k Adhoore Qissey,

Agli Mohabat main Tumhein Phir in ki Zarorat Pare gi.."

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 
jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Itna Kiya Ujala Ke Ghar Tak Jala Diya

Humse Kaha Kisi Ne Wo Aayenge Raat Ko,
Itna Kiya Ujala Ke Ghar Tak Jala Diya.

Is tarha pal mein mujhay begana kar diya usnay

Is tarha pal mein mujhay begana kar diya usnay

 Kis tarha apno se khaai hai mainey maat na pooch

Ye Dost to rota the uski yaad mein her dum

Ye Dost to  rota the uski yaad mein her dum


 Tum ne hame in  aansuon ko peena sikha diya mujhe

Hamari kissmat me itni khushi pahle kabhi na thi dost

Hamari kissmat me itni khushi pahle kabhi na thi dost


 Tum ne de ker saath mayra  dard ko bhulana sikha diya mujhe

Friday 26 April 2013

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi,

Hum us ke saath chal diye yeh jante huwe bhi, 
        

 Raah mein har ek ko chor dena us ki aadat hai

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 

jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Aan desh ki , Shaan desh ki , desh ki hum santaan

Aan desh ki , Shaan desh ki , desh ki hum santaan ,

Teen rango se ranga tiranga , Apni yeh pehchan

Mayra Dil chahta hai tumhe apna haal-e-dil sunau

Mayra Dil chahta hai tumhe apna haal-e-dil sunau,

Per mere hoton per khamoshi ke ye parat  jam rahi ha

Thursday 25 April 2013

HUm Tumhe Bhulana Bhi Chahay To Kayse Bhulay

HUm Tumhe Bhulana Bhi Chahay To Kayse  Bhulay

Ke Tum Tu Phir Bhi Haqeeqat Ho mayra Koi Khawb Nahi

Ye Dost to rota the uski yaad mein her dum



Ye Dost to  rota the uski yaad mein her dum

Tum ne hame in  aansuon ko peena sikha diya mujhe

Wo Ak Khayal tha hamara Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

Hum Bhula Saka Na use Yah Wo Silsala Jo Tha He Nahi

Wo Ak Khayal tha hamara Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

वो कहते हर बात, हमें क्या कहना सोच नहीं पाते हैं

वो लिख देते रोज और हम कभी कभी ही लिख पाते हैं
वो कहते हर बात, हमें क्या कहना सोच नहीं पाते हैं

Tuesday 23 April 2013

मेरे दर्द-ए-दिल के अफसाने पर मुस्कुराते क्यूँ हो?

एक तरफ प्यार हमे करते हो, एक तरफ रूलाते क्यूँ हो?
मेरे दर्द--दिल के अफसाने पर मुस्कुराते क्यूँ हो?

palkoo se likh rah tha tera naam chand par

Un se juda ho ker bechain is kader tha sooya na rat bher

palkoo se likh rah tha tera naam chand par

wo roothay to hum bhi chup rahaye

wo roothay to hum bhi chup rahaye

 ek baar mana lete tu roz khafa hota

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain

dekho hamari kismat woh bhi jagte hain kisi or ki neendian churane ko

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

“VISHU” lagta hai ye sari shararat bagvan ki hai

Dost razi raho jainse bhi jis mein ho raza tayri

Dost razi raho jainse bhi jis mein ho raza tayri

Hamara kya hai hum jee lege ,Thodi aur pee legein

Uchalte hue firta hun dolte gum ko

Uchalte hue firta hun dolte gum ko

Tumhare shher mein hota to lut gaya hota