Sunday 29 June 2014

tayra pata dhundhta hun

Ret per kis ke nakshe pa dhundhta hun ,
Jindgi kyo tayra pata dhundhta hun

Wednesday 25 June 2014

dosti ka nam dayte jana




Labo se chu ker ik jaam dayte jana ,

Hatho se apne ik paygam dayte jana ,

Mayri mahobat ko thukraya jo tune ,

To ise dosti ka nam dayte jana .

Monday 23 June 2014

Hum sab ko de heart mein dal



Is duniya mein padh likh ker kuch log bhi
Hum sab ko de heart mein dal
Hum sab ki bayti bhi ollad hai
Fir kyo kare who itna bawal
Itni choti si bat bhi samjhe na insane
Bayti janme putr ko rakhte kuch to man
Bayti mayra khun hai bayti mayri jaan
Bayti se yein srishti hain bayti se insan

Saturday 21 June 2014

Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida



Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida 
jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum

Friday 20 June 2014

Mayri sari kamai hai lugai ke leyain



Pita putar ki larhai neet kamai ke leyain ,
Bhai –bhai ki larhai pai-pai ke leyain ,
Bayta jo gaya vidays likh bhayjyo hai sandesh ,
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain .

Sunday 15 June 2014

Mein bhi jazbat ki joseeli hawa rakhta hu


Dil mein umeed to hoton pe dua rakhta hun

Tum chale aana mein darwaza khula rakhta hun

Ye thera husan agr jalta sharara hai to kya hua


Mein bhi jazbat ki joseeli hawa rakhta hu 

Tuesday 3 June 2014

Kitna shubh din ho ga vah din jis din tum mayri hogi



Kitna shubh din ho ga vah din jis din tum mayri hogi ,
Dekh sakuga jebhar ker jab tum mere kareeb  hogi ,
Dil bag bag ho jayega jab bahon mein mayri hogi ,
Samjho gi dil ke raj tabhi jab hum me na duri hogi ,
Ab tak na mil pane ki hamari koi majburi hogi ,
Mein bant nihar raha hun jab “ANMOL” per teri nazar ho gi .