Showing posts with label ✰ Hindi shayari. Show all posts
Showing posts with label ✰ Hindi shayari. Show all posts

Thursday, 20 July 2017

Sapno ka shish mahal tut gaya


Sapno ka shish mahal tut gaya

Rah gaye pathro ke kuch khander

Umedo ka gharonda na raha

Rah gaye in aankho mein larjte aansu

Nirasha aur kuntha me ji raha hun
Aanubhavon ki kuch sidhi aur chadha hun

anmolyaadein.blogspot.com
dated29.03.2013
blog deleted

Monday, 1 December 2014

or mein chala aaya




Tum ne hame bulaya or mein chala aaya ,
Mager tum bhi ye janti ho ,
Na tum ne hame dil se bulaya ,
Or na mein dil se aaya .

Wednesday, 2 July 2014

udhran nazer aaygi



Kabhi kisi diwar ke paar utar ke niharna ,
Nari or purash ke riste ki udhran nazer aaygi

Friday, 20 June 2014

Mayri sari kamai hai lugai ke leyain



Pita putar ki larhai neet kamai ke leyain ,
Bhai –bhai ki larhai pai-pai ke leyain ,
Bayta jo gaya vidays likh bhayjyo hai sandesh ,
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain .

Tuesday, 22 October 2013

Ab waqt bitana parta hai

Apne  shaher mein tha sab kuch apna
Yahan apna baygana lagta hai
Tum se dur ja ke sathi
Yah sansar dravna lagta hai
Jab dil mein uthti hai koi chah
To use bhi dbana padta hai
Dhanvano ki is duniya mein

Ab waqt bitana parta hai .

Monday, 7 October 2013

Yah Koon ?

Yah Koon ?
Bada shaher unchi imaret ,
Lambi sdke dodti gadiyan ,
Chamchamati batiyaan ,
Kad kada ti sardi mein ,
Fut path per pada chithdo se lipta ,
Ardh nanga sharer sekudta hua ,
Tarfta hua bhukha peth
Yah koon ?????????????

Mere desh ka bhayashy 

Mayri sari kamai hai lugai ke leyain

Pita putar ki larhai neet kamai ke leyain ,
Bhai –bhai ki larhai pai-pai ke leyain ,
Bayta jo gaya vidays likh bhayjyo hai sandesh ,
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain .

पिता पुत्र की लढ़ाई नित कमाई के लियें
भाई -भाई की लढ़ाई पाई -पाई के लियें
बेटा जो गया विदेस लिख भय्ज्यो है सन्देश

मेरी सारी कमाई है लुगाई के लियें

Tuesday, 23 April 2013

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

Chaman mein aag di kisne jalaya aashiyan mayra

“VISHU” lagta hai ye sari shararat bagvan ki hai

Thursday, 28 March 2013

Her lamha aaj udas hai



Her lamha aaj udas hai
Her dil mein sirf pyas hai
Ghbrana mat tu is tarah jeene se
Aakhir tu bhi kisi ki aas hai .

हर लम्हा आज उदास है
हर दिल में आज प्यास है
घबराना मत तू इस तरह जीने से
आखिर तू भी किसी की आस है 

Tuesday, 12 March 2013

aysi rat me pyaar jatla gaya koi



Aaj fir yad aa gaya koi bhuli hui khani dohra gaya koi neend ka kahi nisha nahi jag raha yah jahan nahi aysi rat me pyaar jatla gaya koi