Wednesday 31 October 2012

tuta hua dil kisi ke kam nahi aata



Tute huy paymane mein jam nahi aata
Gum ke maro ko kabhi aaram nahi aata
Dil torne se pahle itna to soch liya hota
Ke tuta hua dil kisi ke kam nahi aata .

rat ke aansu ponche



Koi aanchal nahi jo rat ke aansu ponche
Koi vah neer nahi jo dag chand ka dhow de
Mujhko visvash nahi koi dil bhi aysa hai
Sun le jo dard mayra aur do aansu de de .

Janam se koi ghunah gar nahi hota




Umer ka Rasta humvar nahi hota
Apna saya bhi madadger nahi hota
Dosto majburio ki bat alag hai varna
Janam se koi ghunah gar nahi hota

baharo ka koi kam nahi





Chandni chand sitaro ka koi kam nahi
Payer ke mon esaro ka koi kam nahi
Bayjna chahte ho bayj do patjher , laykin
Jo nahi tum to baharo ka koi kam nahi

Monday 29 October 2012

fir un ki taraf uth jati hai nazer




Un ke chahere pe ruk jati hai nazar
Nazre milte hi sarma ke ghuk jati hai nazer
Jab dil nahi rahta unko dekhe bina
Ti ik bar fir un ki taraf uth jati hai nazer .

Khuli hawa mein dam ghut jay ga



Sacha payer na karna kabhi kisi se
Sukh chain sab lut jayga
Beech payer ke jab chot lage ge
Khuli hawa mein dam ghut jay ga .