Tuesday 21 July 2015

Sajaya khavab aankho mein


Sajaya khavab aankho mein kabhi sakar to ho ga
Lagaya ped jo tum ne kabhi faldar bhi ho ga
Andhera dur ho jay ga ujala pass aa jay ga

Niklte sard aashko ka kabhi itwar aay ga .