Anmol Ki Shayari
Welcome to anmol ki shayari, Discover the Great & Fabulous Shayari
Monday, 25 January 2016
tarsta chod aaya hun
Hum Pyar ki khubsu ko mahkta chod aaya hun
Is Dil ki nanhi si chidya ko chahkta chod aaya hun
Mujhe apni chati se tu laga layna e bharat maa
Mein apni maa ko tarsta chod aaya hun
Saturday, 23 January 2016
har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta,
tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera,
har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)