Sunday, 29 June 2014
Wednesday, 25 June 2014
dosti ka nam dayte jana
Labo se chu
ker ik jaam dayte jana ,
Hatho se
apne ik paygam dayte jana ,
Mayri
mahobat ko thukraya jo tune ,
To ise dosti
ka nam dayte jana .
Monday, 23 June 2014
Hum sab ko de heart mein dal
Is
duniya mein padh likh ker kuch log bhi
Hum
sab ko de heart mein dal
Hum
sab ki bayti bhi ollad hai
Fir
kyo kare who itna bawal
Itni
choti si bat bhi samjhe na insane
Bayti
janme putr ko rakhte kuch to man
Bayti
mayra khun hai bayti mayri jaan
Bayti
se yein srishti hain bayti se insan
Saturday, 21 June 2014
Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida
Bari aasani se us ne hame kah diya Alvida
jaisey sadiyon se un sab ke dil per koi bojh the hum
Friday, 20 June 2014
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain
Pita putar ki larhai neet kamai ke leyain ,
Bhai –bhai ki larhai pai-pai ke leyain ,
Bayta jo gaya vidays likh bhayjyo hai sandesh ,
Mayri sari kamai hai lugai ke leyain .
Sunday, 15 June 2014
Mein bhi jazbat ki joseeli hawa rakhta hu
Tuesday, 3 June 2014
Kitna shubh din ho ga vah din jis din tum mayri hogi
Kitna shubh din ho ga vah din
jis din tum mayri hogi ,
Dekh sakuga jebhar ker jab tum
mere kareeb hogi ,
Dil bag bag ho jayega jab bahon
mein mayri hogi ,
Samjho gi dil ke raj tabhi jab
hum me na duri hogi ,
Ab tak na mil pane ki hamari koi
majburi hogi ,
Mein bant nihar raha hun jab
“ANMOL” per teri nazar ho gi .
Subscribe to:
Posts (Atom)